Ganapati Atharvashirsha Mp3 Free Download | Ganesh Chaturthi Bhajans Aarti Stotram Prayers

Ganapati Atharvashirsha (Ganesha Atharvashirsha) is the most famous prayer chanted during Ganesh Chaturthi Navratri festival in Maharashtra & North India. Ganapati Atharva shirsha was written by Atharva Rishi who had darshan of Lord Ganesha. It is also known as Ganapati Upanishad.

Download Ganapati Atharvashirsha MP3 for free

This particular MP3 version of Ganapati Atharvasirsha is a song from Vishwa Vinayaka music album sung by Shankar Mahadevan, SP Balasubrahmanyam, Atul & others.

You can also download other Ganesh Chaturthi Bhajans, aartis, stotrams & prayers free.

Tags - ganapati atharvashirsha mp3 free download in marathi, mp3 download, ganapati atharvashirsha lata mangeshkar mp3 download, atharvashirsha mp3 song free download, Ganpati atharvashirsha, download free ganapati atharvashirsha marathi, lata marathi jaidev aarti mp3 free download, ganapati atharvashirsha mp3, ganapati atharvashirsha lata mangeshkar free download, ganapati atharvashirsha in marathi mp3 free download
Read full here

Kedarnath Temple Wallpaper, Photo, Images - Kedarnath Mandir Garhwal Uttarakhand



Kedarnath Mandir (Hindi: केदारनाथ मंदिर, Kēdārnāth Maṃdir) is one of the holiest Hindu temples dedicated to Lord Shiva and is located atop the Garhwal, Kedarnath Temple Photos
Read full here

Somnath Temple Gujarat Wallpaper, Photo, Images | Somnath Mandir Veraval




Somnath Temple is one of the very ancient temples of India located in Gujarat and stands as a famous landmark in the Indian history. Shree Somnath is first among the twelve Aadi Jyotirlings of India.

Somnath temple is situated near the Veraval. Somnath is about 5km from Veraval and had a checkered history.

Somnath Temple Photo photo,hindu, spiritual photo,hindu images
Read full here

Vagishwari Jayanti 2012 - Goddess Saraswati Puja, Basant Panchami 2012

Vasant Panchami, Saraswati Puja, Vagishwari Jayanti

Vagishwari Jayanti is dedicated to Goddess Saraswati, the Hindu Goddess of knowledge, art and learning. It is observed annually during the Magh Shukla Paksha Panchami day. Vagishwari Jayanti 2012 date is January 28. This festival is of great importance in North India. The day is also observed as Basant Panchami, Saraswati Puja and SaraswathiJayanti.



Vagishwari is one of the twelve names of Goddess Saraswati mentioned in the Suta Samhita of Skanda Purana. Devotees praying for knowledge invoke these twelve names of Goddess Saraswati.

Yellow color is given importance on the day. Murti of Goddess Saraswati is decorated with yellow dress and flowers. All people invoke Goddess Saraswati for her blessings.

Young children also begin to learn the art of writing on the day.
Read full here

Shashti Fasting Dates in 2012 | Surya Sashti Vrat Puja Rituals Date January 2012 | Sashti Viratham 2012

Surya Sashti is dedicated to Surya (the Hindu sun god) and is observed on sixth day of a fortnight in a Hindu lunar month. Surya Sashti in January 2012 date is January 29. Vrat, pujas and rituals dedicated to Surya are performed on the day. This is the Surya Sashti in Magh month.

Surya Sashti is observed when Sashti falls on Sunday or Ravivar. Sunday is dedicated to Sun God in Hindu tradition.

Some people fast on the day till sunset others till the pujas are concluded. Gayatri Mantra and other mantras dedicated to Surya are chanted on the day.

Vratas dedicated to Surya is observed on the Shasti (Sixth) and Saptami (Seventh) of lunar fortnight in different Hindu months.

Sashti or Sashti Viratham in January 2012 is an auspicious one as it falls in Thaimasam (Thai month) in Tamil calendar. Sashti January 2012 date is January 29, Sunday. Sashti is a viratham dedicated to Lord Muruga, observed on sixth day in Shukla Paksha of each Hindu month. In many Murugan Temples, Thaipusam celebrations start on this sashti day.

Sashti January 2012 falls in Magha month as per all Lunar Hindu calendars. In Kerala’s Malayalam calendar, it falls in Makara Masam.

Tags - Sashti January 2012, Sashti Viratham in January 2012, Shashti Fasting dates in 2012
Read full here

Vaikunta Ekadasi 2012 Date | Dhanur Masam 2012 | Vaikunta Ekadasi Vrata 2012 Date

Vaikunta Ekadashi 2012, Vaikunta Ekadasi Vrata 2012 date

Vaikunta Ekadashi falls in the month December-January. This year it falls on January 4th or 5th 2012.

Vaikunta Ekadashi vrata is observed on Dhanur Masa Shukla Paksha Ekadasi or on the 11th day of bright fortnight during Dhanur Masam. Vaikunta Ekadashi 2012 date is January 5. It falls on Pushya or Poush Shukla Ekadasi day as per Telugu and Kannada calendars. In North India, this Ekadashi is observed as Putrada Ekadasi. Vaikunta Ekadasi is a grand festival in Lord Vishnu temples. This festival is celebrated with lot of gusto in Tirumala Tirupati Sri Venkateshwara Devasthanam, Sri Rangam Ranganatha Swamy temple, Bhadrachalam Sri Rama Devasthanam, and many more Vishnu temples in South India.

Vaikunta Ekadashi is the major festival celebrated in Dhanur Masam in South Indian states like Tamil Nadu, Andhra Pradesh and Karnataka. On this day, in Vishnu temples, Vaikunta Dwar or Vaikunta Dwaram or Vaikunta Vaasal (entrance to Heaven) is opened for Darshan of Lord Vishnu. Vaikunta Dwara lies in North side to the temple. This gate is open only on Vaikunt Ekadasi day in the whole year. Vaikunt Ekadasi is also observed as Mukkoti Ekadasi.

Tags : Dhanu Masam 2011-2012, Dhanur Masa Shukla Ekadashi, Dhanurmasa Vratam, Dhanurmasa Vratam 2010-2011, Dhanurmasam 2011-2012, Ekadashi, Ekadashi January 2012, Ekadasi in January 2012, Mukkoti Ekadashi, Pausha Shukla Ekadashi, Pushya Shukla Ekadashi, Vaikunta Ekadashi, Vaikunta Ekadashi 2012, Vaikunta Ekadashi in Andhra Pradesh, Vaikunta Ekadashi in Tamil Nadu, Vaikunta Ekadasi 2012, Vaikunta Ekadasi vrata, vaikunta ekadasi 2011 date, mukkoti ekadasi 2011, dhanurmasa 2011, ekadashi dates 2012, dhanur masam 2012, vaikunta ekadasi 2012, vaikunta ekadasi, vaikunta ekadashi, when is vaikunta ekadasi in 2011, Vaikunta Ekadashi 2011
Read full here

Virtual Tour of Ajanta Caves - High Resolution Pictures of Ajanta Caves

Virtual Tour of Ajanta Caves through high resolution pictures

Ajanta Caves need no introduction as they are the finest examples of rock cut architecture and paintings. A. Suresh Babu of view360 has created a virtual tour of Ajanta Cave through high resolution images. You can view the pictures in 360 degrees.

You can take the virtual tour here at the view360 website.

Read full here

Auspicious Days in February 2012 - Important Hindu Festivals in Feb 2012

Important Hindu Festivals and Auspicious Days in February 2012

Dates of important festivals associated with Hinduism in February 2012– based on major Hindu calendars and Panchangam used in India. The festivals, Vrats and auspicious days are based on Indian Standard Time (IST). You can also take help through the comment section on good dates for various purposes including house warming, joining job, buying car or house, moving into new rented home etc.

February 3 – Jaya Ekadasi Vrat
February 4 – Bhishma Dwadasi
February 5 – Pradosh Vrat
February 7 – Purnima – Full moon day
February 7 – Thaipusam
February 8 – Phalgun Month begins in Calendars followed in North India.
February 10 – Sankashti Chaturthi Vrat
February 14 – Kalashtami
February 14 – Kumbha Masam begins in Malayalam Calendars.
February 14 – Maasi Masam begins in Tamil Calendars
February 14 – Phalgun month begins in Bengal calendars
February 16 – Ramdas Navami
February 17 – Vijaya Ekadasi – Smarta
February 18 – Vijaya Ekadasi – Bhagavad
February 19 – Pradosh
February 20 – Mahashivratri
February 21 – Amavasya – No moon day
February 22 – Phalgun month begins in calendars followed in Andhra Pradesh, Karnataka, Maharashtra and Gujarat
February 23 – Sri Ramakrishna Jayanti
Read full here

Parashuram Kund Snan on Makar Sankranti in Tezu in Arunachal Pradesh | Makar Sankranti Snan is on the morning of January 15

Parashuram Kund Snan on Makar Sankranti in Tezu in Arunachal Pradesh

Parashuram Kund or lake is located near Tezu in Arunachal Pradesh and thousands of people perform holy bath here during Makar Sankranti. In 2012, Makar Sankranti Snan is on the morning of January 15. As per Kalika Purana, Parashuram, the six avatar of Hindu God Vishnu, washed away the sin of killing of his mother (Goddess Renuka) by bathing in the waters of this lake also known as Brahma kund.

Devotees after taking holy dip also visit the remains of an ancient temple at Malinithan on the day. The temple is dedicated to Shiva. Malinithan is located near Likhabali on the northern bank of the Brahmaputra. Over a hundred carved images including that of Surya, Goddess Parvati and a huge Nandi bull are the main attraction in the temple.

Parasuram Kund is on River Lohit and is around 15 km northeast of Tezu the headquarters of Lohit District.
Read full here

Shani Sade Sati 2012 | Sani Sade Sati 2012 Remedies | Saturn Sade Sati 2012

Shani Sade Sati 2012, Shani Sade Sati 2012 Remedies, Sade Sati 2012, Saturn Sade Sati 2012, Sani Sade Sati 2012

Will you be passing through Shani Sade Sati in year 2012? If yes, how will Shani Dev impact you? What should be the remedies to overcome any possible problem?

Sade Sati is a transition phenomenon of Saturn (Shani). When Saturn or Shani transit through twelfth, first and second house from the natal moon of birth chart, the period is termed as Sade Sati. Saturn takes two and half years to transit from one house to another house (hence is called Dhaiya meaning 2 1/2 years) so the transit of Saturn or Shani through these three houses takes seven and half years which is a literal meaning of Shani Sade Sati.

The Saturn's Sadesati - a 7 1/2 year long period is something that every person must undergo in his life more than once. Sadesati unleashes the full impact of Saturn on you, says Vedic Astrology.

Saturn entered into Zodiac Sign Libra at 10:11 AM IST on November 15, 2011. At that time Saturn was direct and in Chitra nakshatra's third quarter. Saturn will remain in Zodiac Sign Libra only throughout the year 2012. Due to transit of Saturn in sign Libra, Zodiac sign Virgo/ Libra/ and Scorpio will be under the influence of Saturn. So if your moon sign (Rashi) is Virgo, Libra or Scorpio, only then do you need to be bothered about Shani Sade Sati in Year 2012.

Shani Sade Sati for Zodiac Sign Virgo - "Setting Phase"

This position of Moon is regarded "on Leg" as Saturn will be in 2nd house from your natal moon sign Virgo. This is also called "Setting Phase of Shani Sade Sati" as this the last 2.5 years of your Shani Sade Sati. The period will not be awfully beneficial to you. You might face problems related to money matters. Tuning with your own people and your relatives may get disturbed. Give proper attention to our day to day pursuits. This is not a perfect time for taking any risk regarding business matters as the chances of loss are very high during this period. Health ailment of your parents can disturb your peace of mind. You will not be able to fulfill your family's expectations.

As this is 'setting' period of Shani's Sade Sati and Saturn will be transiting in the 2nd house from the natal Moon , it indicates difficulty on financial and domestic front. You will start feeling slight relief after having two difficult phases of Sade Sati. Still, misunderstandings and financial stress can be seen during this period. Expenses may keep soaring high and you need to continue exercising control. Sudden financial losses and fear of theft is also a possibility. You may be pessimistic in thinking, you are advised to deal with matters enthusiastically. You will require paying good attention to family and personal front, otherwise those can also lead to a bigger problem. For students, education may be slightly affected and they will have to work harder to hold on to their existing level. Results will be slow and almost always with the delay. This is a period which indicates danger and apart from other things, you need to be careful while driving. If possible, stay away from non-veg and your drinking habits to keep Saturn happy. You will be able to sail through this period by intelligently handling your domestic and financial matters.
Shani Sade Sati for Zodiac Sign Libra - "Peak Phase"

This position of Moon is regarded "on Heart" as Saturn will be transiting through your Moon Sign Libra. This is also called "Peak Phase of Shani Sade Sati". This is not the best period to begin new long-term relationships/ friendships. There could be vital issues in professional or personnel life which can cause anxiety. It's always better to be optimistic than to be pessimistic .There is also a contraction in love and feelings mostly due to which the satisfaction level would be poor. The chance of happiness in love is low. Birth of an issue may bring happiness in your home. New relationships will have less than normal chances of taking off controversy and issues could come up. Good stability of mind is seen at the last phase of this period.

This is the peak of Shani's Sade Sati. Generally this phase of Saturn is the most difficult one. Saturn transiting over natal Moon indicates health problems, there may be diseases related to wind and cold.Character assassination, problems in relationship, mental afflictions, and sorrows. You will find it difficult to achieve success in this period. You may not get results of your hard work and feel restricted. Your constitution and immune system will not be strong. As first house is the house of health, you should start exercising and taking care of your health, otherwise you can be caught by chronic diseases. You may suffer from depression, unknown fear or phobia. Your will lack clarity in thinking, action, and decision making. You will be spiritually inclined and will be attracted by intricacies of nature. Acceptance and doing basics right will sail you out of this period.
Shani Sade Sati for Zodiac Sign Scorpio - "Rising Phase"

This position of Moon is regarded "on Head" as Saturn will be transiting through 12th from your Moon Sign Scorpio. This is also called "Rising Phase of Shani Sade Sati". This is not a very satisfactory period for you. You may get indulge into sudden losses financially. Loss of money due to litigation and disputes is also possible. Failure in attempts will make you feel frustrated. You will have to slog as the work burden will be too much. Family life will also create tensions. Don't try to take risks in business matters as period is not very harmonious to you. Your enemies will try to tarnish your image. Loss of money will be quite evident.

Since this is the starting period of Shani's Sade Sati it generally indicates financial loss, problems by hidden enemies, aimless travel, disputes, and poverty. During this period, you may face problems created by your hidden enemies. Relationship with your colleagues will not good enough and they will create problems in your work environment. You may also face challenges on your domestic front. This may create pressure and tension. You need to exercise control over your spending otherwise it be lead to bigger financial problems. Long distance travels may not be fruitful during this period. Saturn's nature is of delay and dejection, but generally you will get results eventually, so be patient and wait for your turn. Take this period as learning period, put your hard work and things will fall in place. You are advised not to take high risks in business matters in this period.

Remedies

Here are some remedies to overcome problems caused by Shani Sade Sati -
Shani Mantra Om pram preem proum sah shanaischaraya namah, 19000 times in 40 days.
Shani Donation Donate a buffalo or black til (sesame seeds) on Saturday.
Fasting for Shani Fasting on Saturdays.
Shani Pooja Hanuman pooja.
Shani Rudraksha Wear a 14 mukhi Rudraksha.
Shani Jadi Dhature ki Jad.
Shani Gemstone Blue-sapphire.
Note: Above predictions are of general nature and are based on general belief that Sade Sati is harmful. Truly speaking, in our research we found that it is not always the case and we recommend reading this article on Shani Sade Sati. Any conclusion based on Shani Sade Sati alone is not correct and has good chances of failing. Certain factors like current running dasa and nature of Saturn also needs to be analyzed before we can conclude whether Sade Sati period will be malefic or benefic. You are advised not to take above forecasts too seriously as this is a general overview .In case of any doubt it's best to consult a good astrologer and get specific interpretations.
Read full here

Meena 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal) | Hindi Rashiphal Meena Rashi 2012 (Moon Sign)

Meena 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Meena Rashi 2012 (Moon Sign)

meena: (di, too, th, jh, ng, de, do, ch, chi)

meena january rashiphal- is sal ke shurooaat men aapako pareshaniyon ka samana karana pad sakata hai. nivesh se aasha ke anuroop dhan nahin aane se manasik ashanti men ijafa hoga. jivanasathi aapake sath katuta se pesh aaega. aapaka krodh mamale ko aur bigad sakata hai. bahar ka khane se bachen.

meena february rashiphal- prem-prasang shadi tak pahunchane ke sanket hain. mata-pita kee baton ko poori tavaj‍jo den varana ve naraj bhi ho sakate hain, lekin aaram se samajhane par unakee narajagi door ho jaegi. s‍vas‍th‍y uttam rahega. kisi bhi nae kam ko karane se pahale usake har pahalu par vichar kar len. prem hava men hai isaka fayada uthaen.

meena march rashiphal- baos se kisi tarah ka vivad ho sakata hai, aapaka adiyal ravaiya halat bigad sakata hai. naukari men pareshani rahegi. aarthik roop se pareshan rah sakate hain. jivanasathi ka ravaiya aapako pareshani men dl sakata hai.

meena april rashiphal- yah mahina aapake lie milajula rahega. gus‍se men aap apana hi nukasan kar sakate hain. doosare aapake krodh ko aap hi ke khilaf hathiyar ke taur par is‍temal karenge. kisi bhi chij ko pane ke lie aapakee jal‍dabaji nukasan kar sakati hai.

meena may rashiphal- kariyar ke lihaj se yah behatarin samay sabit ho sakata hai. aap oonchaeeyon ko chhuenge. naee jim‍medariyan mil sakati hain. padon‍nati kee bhi sanbhavana hai. aay ke srot badhenge. dhan prapti ke yog hain. samajik karyon men aap sadaiv tat‍par rahenge.

meena june -dhan jara sanbhal kar kharch karen. aapakee laparavahi aapakee bhari kshati kar sakati hai. kahin bahar ghoomane ka karyakram ban sakata hai. yah brek aapake lie jaroori bhi hai, k‍yonki isase aap tarotaja hokar apane bhavish‍y ke lie taiyariyan kar paenge.

meena july rashiphal- s‍vas‍th‍y kee najaraandaji karane se aapake kary prabhavit honge. bhag‍y aapake sath rahega. is dauran aapake kaee ruke hue kam ban jaenge. parivar kee or se shubh samachar milenge. rachanat‍mak evan dharmik karyon men ruchi badhegi. nivesh ke lie samay ach‍chha hai. den

meena august rashiphal- kary pragati par rahenge. halanki mahine ke doosare pakhavade men kuchh pareshaniyan aa sakati hain. jivanasathi ke sath tanav ho sakata hai. lekin apane sanyamapoorn ravaiye se aap bat ko sanbhal paenge. bach‍chon kee or se kuchh pareshaniyon ka samana kar pad sakata hai.

meena september rashiphal- aapake rahan-sahan men badalav safataur par najar aaega. aapakee jivanashaili men sakarat‍mak badalav sabako hairani men dl dega. kamakaj ke s‍than par aapako nayi jim‍medari mil sakati hai. halanki koee aapakee is tarak‍kee se jal bhi sakata hai aur is dauran aapaka usase jhagada bhi ho sakata hai.halanki ach‍chhe parinamon kee gati banae rakhane ke lie aapako kadi mehanat karani hogi.

meena october rashiphal- aapake dush‍man aapake kam bigadane kee koshish karenge. v‍yapar se jude logon ko nukasan uthana pad sakata hai. halanki in sabake bavajood aapako varish‍th janon evan parivar ke badon ka bharapoor sahayog prap‍t hoga. anayas kharche bhi badh sakate hain.

meena november rashiphal- aapake jivan men anayas hi badalav aaenge. mahine ke madh‍y tak aapaka bhag‍y poori tarah aapake sath rahega. is dauran kis‍mat aapaka daravaja khatakhataegi, lekin maukon ka fayada uthana aap par nirbhar karata hai. jivanasathi ka bartav bhi aapake lie sukhad hoga.

meena december rashiphal- aay ke srot badhenge sakate hain. pratiyogi parikshaaaon men kamayabi milegi. is dauran aap lanbi chhalang laga sakate hain, basharte isake lie aap purusharth karane ko taiyar hon. sakarat‍mak oorja ka pravah nirantar bana rahega. mitraon ka sahayog prap‍t hoga.
Read full here

Kumbha 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Kumbha Rashi 2012 (Moon Sign)

Kumbha 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Kumbha Rashi 2012 (Moon Sign)

kumbha: (goo, ge, go, sa , si, su, se, so , d)

kumbha january rashiphal- sal kee shuruaat aapake lie thodi nirashajanak rahane vali hai. shatrau paksha kee or se aapake khilaf shadayantra kiya ja raha hai, savadhani kee darakar hai. baos se matabhed ho sakata hai. santan kee or se bhi kash‍t milane ke yog hain. mata-pita ke s‍vas‍th‍y ko lekar bhi chintaen bani rahengi.

kumbha february rashiphal- aay men utar-chadhav bana rahega. kisi ka adiyal ravaiya aapako khin‍n kar sakata hai. apana keemati saman sanbhal kar rakhen, usake khone ya chori hone ke sanket hain. bhag‍y aapake sath nahin hai, isalie aapako kadi mehanat karani hogi.

kumbha march rashiphal- 15 tarikh se pahale koee naya kam shuroo n karen. mahine ke doosare pakhavade men aapake lie halat badalane vale hain. kahin door se mila koee shubh samachar mil sakata hai. ruka huaa dhan aaega. kanooni pench aapako thoda pareshan kar sakate hain. nakarat‍mak logon se door rahen. vidyarthiyon ko parikshaaa men safalata milegi.

kumbha april rashiphal- koee aapaka apana ban aapako dhokha dene ka vichar bana raha hai. is mahine aapake lie aay ke nae srot khulenge. naukari men pragati ke yog hain. halanki kuchh logon ke lie yah ich‍chhanusar nahin honge. jivanasathi ek majaboot s‍tanbh kee tarah aapake sath rahega.

kumbha may rashiphal- samay anukool hai, isaka labh uthaie. kamayabi ke lie nayi soch kee darakar hai. santan kee or se kash‍t ho sakata hai. jivanasathi se aapasi vivad ke chalate pareshani rahegi. adhikariyon se sanbandhon ka fayada hoga. naukaripesha logon ke lie samay saman‍y hai. s‍vas‍th‍y ka gh‍yan rakhen.

kumbha june rashiphal- devayog se banate kam bigadenge. sahityik kshaetra ke logon ke lie samay bahut ach‍chha hai. aapako mehanat ka fal milega. nayi naukari ke avasar hain. shikshaaa ke lie videsh se bahar jane ka yog hai.

kumbha july rashiphal- saman‍y mahina hai. kisi bhi kagaj par das‍takhat karane se pahale usakee ach‍chhi tarah padatal kar len. aalas‍y se door rahen. mata-pita ka aashirvad prap‍t karen. mitraon kee sahayata se kaee kam banenge.

kumbha august rashiphal- n udhar den aur n len. aap manasik roop se bahut suddh mahasoos karenge. dhan aane ke nae ras‍te khulenge. sehat kee behatari ke lie bahar khane se bachen. sooryopasana ke labh hoga.

kumbha september rashiphal- yah mahina aapake aane vale jivan kee disha nirdharit karane vala hai. soch-samajhakar faisala lena hi behatar rahega. naya v‍yavasay shuroo karane men mitraon kee sahayata lene se fayada hoga. straiyon ke samay bahut ach‍chha hai. santan sukh prapti ke yog hain.

kumbha october rashiphal- bhautik sukhon men vriddhi hogi. aay ke nae srot khulenge. naukari ya v‍yavasay ke silasile men shahar se bahar jane ke yog hain. purani pareshaniyan ab alavida kahane ko hain. nae sanparkon se labh hoga.

kumbha november rashiphal- yatayat niyamon ka palan karen. tej vahan chalana bahaduri ka kam nahin hai is bat ka dh‍yan rakhen. nivesh ke lie ut‍tam samay hai. sone kee kharidadari se bhavish‍y men labh hoga. apani yojanaon ko amali jama pahanane ka makool samay hai.

kumbha december rashiphal- chhoti-moti samas‍yaon ko hata den to samay aapake sath hai. sarvajanik morchon par aapakee pratish‍tha men ijafa hoga. 15 tarikh ke bad parivarajanon se vivad ho sakata hai. doosare ke paksha ko ach‍chhi tarah sunakar hi koee faisala len.
Read full here

Dhanu 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal) | Hindi Rashiphal Dhanu Rashi 2012 (Moon Sign)

Dhanu 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Dhanu Rashi 2012 (Moon Sign)

dhanu: (ye, yo, bh, bhi, bhoo, dha, fa, dha, bhe)

dhanu january rashiphal- naye sal ka pahala mahina khushiyan lekar aane vala hai, bahen failakar s‍vagat karen. naukaripesha logon ko ach‍chhi khabar milegi. v‍yapari varg ko labh hoga. jivan men nayi umang aaegi. shatrauon par vijay prap‍t hogi. vaivahik jivan sukhad rahega. jivanasathi aapake lie dhal ka kam karega. aapako apane chanchal man ko kaboo karane kee jaroorat hai, varana kuchh dik‍katon ka samana kar pad sakata hai.

dhanu february rashiphal- kam karane ka man nahin karega. chitt ashant rahega. manasik uthal-puthal rahane ka mahina hai. vidyarthiyon ko kafi mehanat karane kee jaroorat hai. mata pita se vivad ho sakata hai. shatrau varish‍th adhikariyon ko aapake khilaf bhadaka sakate hai. aofis politik‍s se door rahane men hi fayada hai. jivanasathi ka s‍vas‍th‍y bhi chintit kar sakata hai.

dhanu march rashiphal- mahine ka pahala pakhavada thoda nirash karane vala rahega. banate kam bigadegen kafi koshishon ke bad bhi safalata hath nahin aaegi. mukadamebaji men fans sakate hain, isalie apane krodh par kaboo rakhen. kisi bhi tarah ke vivad se door rahane men hi bhalaee hai. 15 tarikh ke bad sthiti men sudhar hoga. aay ke nae srot khulenge.

dhanu april rashiphal- vidyarthiyon ke lie ach‍chha samay hai. manachaha natija milega. shatrau prayas to karenge, lekin ve aapaka ahit nahin kar paenge. naukari men bhi halat saman‍y rahenge. aapako apani pratibha dikhane ka avasar milega, basharte aap usake lie taiyar hon. mitraon madad ke lie aage aaenge.

dhanu may rashiphal- saman‍y mahina hai. sab kuchh thik rahega. jivanasathi ke sath kahin bahar ghoomane ja sakate hain. aarthik paksha saman‍y rahega. santan paksha kee or se kuchh chinta ho sakati hai. v‍yarth ke vivadon se door rahen.

dhanu june rashiphal- aapake lie kuchh rachanat‍mak karane ka samay hai. kala aur sahit‍y se jude logon ke lie shanadar samay hai. s‍vas‍th‍y uttam rahega, jivanasathi aur mitraon ka sahayog prap‍t hoga. parivar men sukh shanti rahegi.

dhanu july rashiphal- aarthik paksha sudridh hoga. nivesh ke lie sahi samay hai. v‍yapari varg ke lie samay thik hai. vidyarthiyon ke lie samay ach‍chha hai. ruka huaa dhan vapas milega.

dhanu august rashiphal- aalas‍y daridrata ka doosara nam hai, yah bat aapako yad rakhani chahie. aapaka dhulamul ravaiya aapakee kamayabi ko dhak sakata hai. adhikari bhi aapake is ravaiye se naraj ho sakate hai. vahan aadi chalate samay savadhani baraten. kisi bujurg ka apaman n karen.

dhanu september rashiphal- aap apani santan ko lekar kafi samay se pareshan chal rahe hain, is mah us samas‍ya ka ant hoga. bhavish‍y men hone vale mangalik karyon ke yog banenge. kanooni adachanon ka samadhan hoga. rajanitik sanbandhon ka labh ho sakata hai. jivanasathi ka poorn sahayog aapako prap‍t hoga.

dhanu october rashiphal- sab kuchh thik chal raha hai. chhoti-moti pareshaniyon ko chhod den, to yah mahina aapake lie ut‍tam chal raha hai. aapakee mehanat aur lagan ka parinam aapako jaroor milega. naya vahan ya ghar aadi kharid sakate hain.

dhanu november rashiphal- shatrau aapaka ahit karane kee tak men hai savadhan rahen. aap apane purane anubhavon se sikhakar lekar jivan men aage badhenge. khud par yakeen hi kamayabi kee sidhi hai. ghar men mangalik kary ho sakate hain. mata pita athava kisi bujurg ka aashirvad lekar hi naya kam shuroo karen.

dhanu december rashiphal- kamayabi aapaka intajar kar rahi hai bas jaroorat hai aapake sahi mauke ko pahachanane kee. mukadamebaji men rahat milegi. prem sanbandhon men pragadhata aaegi. kisi ko kie hue vade ko jaroor nibhaen.
Read full here

Kanya 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Kanya Rashi 2012 (Moon Sign)

Kanya 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Kanya Rashi 2012 (Moon Sign)

kanya: (to, pa, pi, poo, sh, n, th, pe, po)

kanya january rashiphal- aapake jivan men kafi uthal-puthal rahane vali hai. kis‍mat kee gadi ruk-rukakar aage badhegi. kahin kuchh ataka huaa hai jo aapako aage badhane vala hai. dos‍ton aapakee sahayata ke lie hamesha maujood rahenge. jivanasathi ka adiyal rukh manasik tanav badhaega. naukaripesha logon kee baos se anaban ho sakati hai. sehat bhi sath nahin degi. kul milakar yah mahina aapake lie shubh fal dene vala nahin hai.

kanya february rashiphal- mahine kee shuruaat ach‍chhi nahin rahegi. santan paksha kee or se bhi pa‍re‍shaniyan ho sakati hai. aarthik paksha par bhi mushkilon ka samana kar pad sakata hai. han, mah ant men halat men sudhar aaega. door se aaya koee shubh samachar jivan men ut‍sah laega. vidyarthiyon ka man padhaee men lagega.

kanya march rashiphal- kis‍mat ka sitara badal raha hai, lekin majaboot ich‍chhashakti ke bina aap kamayabi nahin pa sakenge. aapakee mehanat kee sarahana to hogi, lekin sath hi shatrauon ka aapake prati vaimanas‍y bhi badhega. samay prabandhan se aap kaee ruke hue kam kar sakate hain, is par dh‍yan dene kee aavash‍yakata hai.

kanya april rashiphal- videsh yatraaa ka yog hai. aay ke nae srot khulenge. aapaka shant chitt aapako kaee pareshaniyon se bachaega. jivanasathi ka sahayog prap‍t hoga. santan kee or se bhi shubh samachar mil sakata hai. vidyarthiyon ke lie samay uttam hai.

kanya may rashiphal- proparti men nivesh ka yah sahi samay hai. kamayabi ka ras‍ta khul raha hai. nae sanbandhon se fayada hoga. aofis men sahakarmiyon ka ravaiya bhi sahayogat‍mak rahega. kahin bahar jane ka karyakram ban sakata hai. jivanasathi ke sath niji pal bitaenge.

kanya june rashiphal- dharmik karyon men ruchi badhegi. kisi dharmik s‍thal kee yatraaa ho sakati hai. koee naya sauda karate samay kagazat kee ach‍chhi tarah se janch-padatal kar len. naee jim‍medariyan aap par manasik dabav dl sakati hai. mahine ke aakhiri men ghar men kuchh mehaman ghar aa sakate hain.

kanya july rashiphal- vidyarthiyon ko ach‍chhi khabar sunane ko mil sakati hai. lohe ke v‍yavasayiyon ko atirik‍t labh ho sakata hai. naukaripesha logon ke vetan men ijafa to hoga, lekin badhati mahangaee se hisab barabar ho jaega. santan paksha ke sath kuchh niji vak‍t bitane ka mauka milega. bhaee ya bahan kee or se koee shubh samachar aapaka intajar kar raha hai.

kanya august rashiphal- ruka huaa dhan vapas aaega. kanooni mamalon ka nipatan hoga. khushiyon men ijafa hoga. halanki santan paksha kee or se kuchh pareshaniyon ka samana karana pad sakata hai. jivan sathi ka s‍vas‍th‍y bhi chintajanak rahega.

kanya september rashiphal- rajanitik sanbandhon ka labh hoga. v‍yapar kee nayi yojanaen aapako labh pahunchaengi. shatrau aapako pareshan karane kee firak men hai, bachakar rahen. mata-pita kee or se sahayog prap‍t hoga. santan ka s‍vas‍th‍y chinta ka sabab banega. vidyarthiyon ka man padhaee men nahin lagega.

kanya october rashiphal- aapake jivan men kuchh naya hone hota hai. aapake ras‍te men kuchh v‍yavadhan aaenge, lekin aap unase par pa lenge. parivar men mahaul thikathak rahega. yatraaa ka labh hoga.

kanya november rashiphal- koee karibi aapake sath vishvasaghat kar sakata hai. naukari men tabadale ka yog hai. vaivahik sanbandhon men katuta aa sakati hai. jivanasathi ke prati udar ravaiya apanane kee jaroorat hai. aapaka krodh bani banaee bat ko bigad sakata hai. madirapan se door rahana aapake lie hitakar rahega.

kanya december rashiphal- dam‍pat‍y jivan aapaka sahayog aur samay mang raha hai. mitra ke sath naya karobar shuroo karane se kalantar men labh hoga. samay kee keemat pahachanen. aapako jara v‍yavaharik hone kee jaroorat hai, ati bhavukata aapako nukasan pahuncha sakati hai. pita ka s‍vas‍th‍y aapako pareshan kar sakata hai.
Read full here

Simha 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal simha Rashi 2012 (Moon Sign)

Simha 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal simha Rashi 2012 (Moon Sign)

simha: (ma, mi, moo, mo, ta, ti, too, te)

simha january rashiphal- mah ke poorvaddh naya kam shuroo karane se bachen. v‍yapari varg ko kafi dik‍katon ka samana karana pad sakata hai. lanbi yatraaaen aapake lie khas fayademand sabit nahin hongi. s‍vas‍th‍y bhi thik nahin rahega. naukaripesha logon ko apane sahakarmiyon kee sajishon ka shikar bhi banana pad sakata hai.

simha february rashiphal- mahine kee shuruaat saman‍y rahegi. aarthik pahalu ko najaraandaj n karen. jamin aadi men nivesh karane se bachen. pat‍ni ka s‍vas‍th‍y chinta ka sabab ban sakata hai. karyon men ruchi nahin hogi. bekar kee baton manasik tanav de sakati hain. karobar men halat madh‍yam rahenge. naukaripesha logon ka apane varish‍thon se vivad ho sakata hai.

simha march rashiphal- mehanat rang lane lagi hai, lekin ati mahat‍vakankshaee banane se bachen. rananiti banakar hi aage badhen. sehat thikathak rahegi. vahan chalate hue ati‍rik‍t savadhani baraten. yad rakhen p‍yar dene ka nam hai, isalie prem sanbandhon men dena sikhen.

simha april rashiphal- kahin se koee purani sathi ya rish‍tedar devayog se mil sakata hai. mausami bimariyon se bachakar rahen. chi‍kit‍sak ke pas jana aapake lie behatar rahega. jivan sathi ka ravaiya aapake prati sahayogat‍mak rahega. pratiyogita se ghabaraen nahin, usaka aanand uthaen. fir dekhie kam karane men kitana maja aata hai. dharmik krit‍yon ke prati ruchi badhegi.

simha may rashiphal- saman‍y sa mahina hai. kam karane ka man nahin hoga aur sharir men dard hota rahega. mukadamebaji men parinam aasha ke viparit aa sakate hain. kahin se shubhashubh samachar aa sakata hai. kam ko lekar sakarat‍mak ravaiya apanae rakhen. manasik sthiti saman‍y rakhen.

simha june rashiphal- kisi bhi kagaz par has‍takshar karane se pahale ach‍chhi tarah se janch-padatal kar len. aapake bartav se aasapas ke logon ko pareshani ho sakati hai. apani vani niyantran men rakhen. v‍yarth kisi ke pachade men tang n adaen. mahina aapake lie milajula rahane vala hai. dok‍tar ke pas jana pad sakata hai.

simha july rashiphal- samaj men aapaka yash badhega aur kariar men pragati hogi. bhagy aapaka sath dega. halanki aarthik taur par utar-chadhav ka samana karana pad sakata hai. sath hi ghareloo aur parivarik morche par bhi pareshaniyon se do-char hona pad sakata hai. parivar ke sadasyon ke sath kisi bhi vivad men padane se bachen.

simha august rashiphal- aapakee rachanat‍makata kee sarahana hogi. bhautik sadhanon par dhan kharch hoga. mitraon ka sahayog aapake jivan kee gadi ko raftar dega. shikshakon ke sahayog se vidyarthi varg ko labh hoga. naukari men aage badhane kee um‍mid hai. sehat ke prati sajag rahen.

simha september rashiphal- shatrauon kee nigah aapakee kamayabi par hai aur aapaka krodh unake kam ko aasan bana sakata hai. gup‍t baten kisi ke sath sajha karane se bachen. santan kee chinta sataegi. parivarik jivan men uthal-puthal machi rah sakati hai. sajag rahen.

simha october rashiphal- is mahine aapake lie sab kuchh saman‍y rahega. nae logon se parichay hoga, jo labhakari sabit hoga. naukari ke lie kisi naye shahar ka rukh kar sakate hain. ruka huaa dhan vapas aaega. jivanasathi aapake lie chattan kee tarah sabit hoga.

simha november rashiphal- manasik shanti milegi. tanav kafi had tak kam ho sakata hai. chitt shant rahega. santan kee or se sukhad samachar milega. kisi jarooratamand kee madad karen, isase aap ach‍chha mahasoos karenge. parivar men aapake man-sam‍man men ijafa hoga, aapakee bat ko tavaj‍jo milegi.

simha december rashiphal- jivan men nae rang bharane ka vak‍t hai. purani baton ko bhoolakar aage badhie. mausam ka aanand uthaie. shaikshaik karyon men kharch karenge. jivanasathi ka ravaiya aapake lie sahayogat‍mak hoga.
Read full here

Karka 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal) | Hindi Rashiphal karka Rashi 2012 (Moon Sign)

karka 2012 rashiphal (chandr rashifal), Hindi Rashiphal karka Rashi 2012 (Moon Sign)

karka:( hi, hoo, he, ho, d, di, doo, de, do)

karka january rashiphal- ruke hue kam banenge. hamaumr logon se premabhav badhega. naukari ke nae yog ban rahe hain. aofis men koee aapake khilaf sajish kar raha hai, savadhan rahen. dos‍ti p‍yar men badalane ke sanket hain. vishvas rakhen sab ach‍chha hoga.

karka february rashiphal- mahine kee shuruaat aapake lie ach‍chhi rahane vali hai. tabiyat men bhi sudhar hoga. bachat men badho hogi. premiyon ke lie vak‍t bahut ach‍chha hai.

karka march rashiphal- sevarth kuchh samay bitaie, labh hoga. chhoti-moti bima‍aariyon ko chhod den to aamataur par s‍vas‍th‍y thik rahega. aarthik paksha bhi saman‍y hi rahega. prem-prasangon men v‍yarth ke vad-vivad se bachen.

karka april rashiphal- aapake tanashahi ravaiye ke chalate aapako virodh ka samana karana pad sakata hai. kuchh naya shuroo karane se bachen. varish‍th adhikari aapase naraj ho sakate hain. poonji nivesh karane se pahale kisi janakar kee salah avash‍y len.

karka may rashiphal- mehamanon ke s‍vagat ke lie taiyar rahen. vidyarthi varg ko kamayabi milegi. sanpatti men nivesh karen. baos se bekar kee bahas karane se bachen. nivesh ke lie nayi yojanaen banayen.

karka june rashiphal- apekshait parinam milane se man prasan‍n rahega. aamadani men badhottari aarthik paksha ko sudridh karegi. han, sehat ke mamale men savadhani kee darakar hai. mitraon ka ravaiya sahayogat‍mak rahega. pat‍ni ka s‍vas‍th‍y chintajanak rah sakata hai. lanbi yatraaaen thaka dene vali rahengi. havaee kile banana uchit nahin hai.

karka july rashiphal- sab kuchh saman‍y rahega. bekar men yahan-vahan bhatakane se bachen. padhaee men dh‍yan den. utar chadhav ke bich yah mas ka uttarardh thik rahega ruke huye kam ke poora hone ka samay najadik hai.

karka august rashiphal- purane dos‍ton se mulakat aapake jivan men naya rang lekar aaegi. bahar khane se bachen, varana sehat par isaka bura asar najar aa sakata hai. parivarajan ek majaboot divar kee tarah aapake sath khade honge. vidyarthiyon ke lie samay anukool hai.

karka september rashiphal- parivarajanon ko naraj n karen an‍yatha banate kam bigad bhi sakate hain. kisi jarooratamand kee madadakar aapake dil ko khushi prap‍t hogi. pratiyogita kee taiyari kar rahe hain to kamayabi milegi. sehat ka kh‍yal rakhen. jodon men dard ho sakata hai. v‍yapar men munafe men kami aaegi.

karka october rashiphal- aap chinta men rahenge. shatrau paksha aap par havi ho sakata hai. bhautik sadhanon men v‍yarth ka dhan kharch hone kee um‍mid hai. yad rakhen krodh sabase pahale apana nukasan karata hai, isalie gus‍se par kaboo rakhana jaroori hai. vaivahik jivan men sandeh ghatak sabit ho sakata hai. behatar rahega ki aap apane jivanasathi se is bat kar vivad ka hal nikalen.

karka november rashiphal- mahine kee shuruaat men kash‍t rahega, lekin 15 tarikh ke bad aarthik paksha men sudhar ke sanket hain, lekin sharirik taur par udar aur ghutanon kee takalif dik‍kat men dl sakati hai. apanon ka sahayog aapako jivan men aage badhane kee prerana deta rahega. santan sukh kee prapti hone ke sanket hain. kisi purane mitra se aapako kafi sahayata mil sakati hai. shatrau shant rahenge.

karka december rashiphal- vahan aur sanpatti aadi kee kharid-farokh‍t aapake lie behad fayademand sabit hogi. adhoore aur ruke hue kamon ko gati milegi. sehat ke prati laparavahi aapako bhari pad sakati hai. dharm ke prati rujhan badhega. mitraon se sahayog prapt hoga.
Read full here

Vrishchika 2012 Rashiphal (Chandr Rashifal), Hindi Rashiphal Vrishchika Rashi 2012 (Moon Sign)

vrishchika 2012 rashiphal (chandr rashifal), Hindi Rashiphal Vrishchika Rashi 2012 (Moon Sign)

vrishchika : (na, ni, noo, ne, no, ya, yi, yoo)
vrishchika january rashiphal- nae sal kee shuruaat behad shanadar hone vali hai. mahine ke bad ke 15 din behad sukhad rahane vale hain. apane dil kee aavaj sunen aur poori ji-jan se kam karen kamayabi jaroor milegi. jivanasathi ka ravaiya aapako nae kam karane ke prerit karega. kisi mandir men dan karane se labh hoga.

vrishchika february-
dil men prem umang badhengi. kisi vad-vivad men padane se bane banae kam bigad sakate hain. kisi ka dil n dukhaen. kisi nae kamakaj kee shuruaat karane se pahale sabhi pahaluon par vichar kar len. ghar men mehamanon ke aane ke sanket hain. mata-pita ke aashirvad se jivan men sukh-shanti rahegi.

vrishchika march rashiphal-
Aapake kam ko saraha to jaega, lekin usake lie aapako dhairy rakhana hoga. sehat samanyan rahegi. baos ke sath sanbandhon men sudhar hoga. shatrau shant rahenge. santan kee or se sukhad samachar milega. vidyarthiyon ke lie samayanukool hai.

vrishchika april rashiphal- kamayabi ko banae rakhane ke lie aalasyaj ka tyaeg jaroori hai. vaivahik jivan men nirasata ghar kar rahi hai, jivanasathi kee shikayaton ko darakinar n karen. shatrau aapake gairajimmedarana ravaiye ka labh utha sakate hain. aarthik morche par bhi halat samanyak hi rahenge.

vrishchika may rashiphal-
Jivan men sangharsh ka samay shuroo ho raha hai. aapaka aatmamavishvas hi aapako is mushkil vaktal se nikalega. proparti aadi men nivesh karane ke lie samay anukool nahin hai. sehat ka khyal rakhen, bahar khane se bachen. jivanasathi aur santan paksha ka ravaiya bhi pareshan kar sakata hai.

vrishchika june rashiphal-
Tamam koshishon ke bavajood kam banate najar nahin aaenge. mehanat ke hisab se fal nahin milega. jivanasathi ke prati aapaka ravaiya thik nahin rahega. mata-pita kee prasannata ka poora khyal rakhen. santan kee or se bhi ach‍chha samachar nahin milega. shatrau havi rahenge.
Read full here
 

Usage Rights

Here you will get update for all hindu gods and temples.